डायरीDiary
खिड़कीKhidki
हर इंसान के जीवन में एक खिड़की का बहुत महत्व होता है।
जीवन के अँधियारे में दो पल रोशनी के चुराने के लिए वह उस खिड़की की तरफ़ देखता है।
इसलिए ये ज़रूरी है कि आप अपनी खिड़की महफ़ूज़ रखें।
अगर खिड़की न हो तो?
Har insaan ke jeevan mein ek khidki ka bahut mahatva hota hai.
Jeevan ke andhiyaare mein do pal roshni ke churaane ke liye vah us khidki ki taraf dekhta hai.
Isliye ye zaroori hai ki aap apni khidki mahfooz rakhein.
Agar khidki na ho to?